roti ko yaad karna paani se pet bharna dekha hai saif ham ne vo daur muflisi ka
Related Sher
bas ye diqqat hai bhulaane men use uske badle men kis ko yaad karen
Fahmi Badayuni
126 likes
tere jaane ke baad bas yaaden har taraf yaad-yaad bas yaaden sona chaan dii zameen ghar sab kuchh hain meri jaayadaad bas yaaden
Sandeep Thakur
81 likes
sach batao ki sach yahii hai kya saans lena hi zindagi hai kya kuchh naya kaam kar nayi ladki ishq karna hai baavli hai kya
Vikram Gaur Vairagi
87 likes
saada hooñ aur brands pasand nahin mujh ko mujh par apne paise jaaya mat karna
Ali Zaryoun
100 likes
baithe hain chain se kahii j aanaa to hai nahin ham be-gharon ka koi thik aanaa to hai nahin tum bhi ho beete vaqt ke maanind hoo-b-hoo tum ne bhi yaad aanaa hai aanaa to hai nahin
Rehman Faris
77 likes
More from Saif Dehlvi
ye aur baat batao na tum ha men lekin kisi ke KHvaab to aankhoñ men pal rahe honge
Saif Dehlvi
0 likes
tum intizaar to kar doge khatm aa ke magarna kar sakoge ada mere intizaar ka haq
Saif Dehlvi
0 likes
ta-umr tire paas ye baithe na rahenge naadaan tu buzurgon ko zaraa waqt diya kar
Saif Dehlvi
0 likes
ham ghar se to chale the kisi aur kaam ko phir yuñ hua ki un kii gali yaad aa gaii
Saif Dehlvi
0 likes
vahaañ gandum ne kahiin ka na rakha yahaañ pe tum ne kahiin ka na rakha
Saif Dehlvi
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saif Dehlvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saif Dehlvi's sher.







