rukhsar ke araq ka tire bhaav dekh kar paani ke mol nirkh hua hai gulab ka
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
tere siva bhi kaii rang KHush nazar the magar jo tujhko dekh chuka ho vo aur kya dekhe
Parveen Shakir
89 likes
More from Shaikh Zahuruddin Hatim
holi ke ab bahaane chhidka hai rang kis ne naam-e-khuda tujh u uupar is aan ajab samaan hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
17 likes
muhayya sab hai ab asbaab-e-holi utho yaaro bharo rangon se jholi
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
jee uthoon phir kar agar tu ek bosa de mujhe choosna lab ka tire hai mujh ko jun aab-e-hayaat
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaikh Zahuruddin Hatim.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaikh Zahuruddin Hatim's sher.







