saal badlenge yakeen hai yaar par log badlenge yaqeen kaise karoon
Related Sher
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
kitne aish se rahte honge kitne itraate honge jaane kaise log vo honge jo us ko bhaate honge
Jaun Elia
206 likes
ham ko yaaron ne yaad bhi na rakha jaun yaaron ke yaar the ham to
Jaun Elia
185 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
More from Kumar Aryan
yaar ghut-ghut ke marna nahin chahta maarna hi hai to jaan se maar de
Kumar Aryan
0 likes
zindagi teri kahaanii men mujhe roz jeena roz marna padta hai
Kumar Aryan
0 likes
uskaa uttar sabhi ko dooñga main saamne jo sawaal aayega
Kumar Aryan
0 likes
sochna hi band kar do kya kahega ye zamaana
Kumar Aryan
0 likes
sach kii raah par chal raha hooñ main ek din main bhi maara jaaunga
Kumar Aryan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kumar Aryan.
Similar Moods
More moods that pair well with Kumar Aryan's sher.







