sab ne maana marne vaala dahshat-gard aur qatil tha maan ne phir bhi qabr pe us ki raj-dulara likkha tha
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
ab zaroori to nahin hai ki vo sab kuchh kah de dil men jo kuchh bhi ho aankhoñ se nazar aata hai main usse sirf ye kahtaa hoon ki ghar jaana hai aur vo maarnay marne pe utar aata hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
do jahaan kii zindagi jeekar chale hain do ghadi marte-marte phir mujhe kuchh aur marne deejie
nakul kumar
83 likes
chalti phirti hui aankhoñ se azaan dekhi hai main ne jannat to nahin dekhi hai maa dekhi hai
Munawwar Rana
88 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Salman.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Salman's sher.







