sabse mila ye haath magar dil nahin mila koi bhi gham sunaane ke qaabil nahin mila
Related Sher
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Daqiiq Jabaalii
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
shikaayat par shikaayat kar rahe ho tum tumhein mujhse muhabbat ho gaii hai kya
Daqiiq Jabaalii
0 likes
shayar nahin ban saka har koi miyaan har ek pal bechain rahna padta hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
kyuuñ chhodkar gaya tu mujhe aise haal men kya ek baar bhi tujhe ghairat nahin hui
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







