Sahab ham jis din se kamane lag jayenge
Related Sher
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
aaj ka din bhi aish se guzra sar se paanv tak badan salaamat hai
Jaun Elia
166 likes
More from Irshad Siddique "Shibu"
Zameen hai tumse ghar hai
Irshad Siddique "Shibu"
0 likes
is tarah se usne mujh...ko yaad rakkha hai naam apne bete ka irshaad rakkha hai
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
tu ho kar bhi saath mira nain hota kya ye mere saath bura nain hota patthar patthar hota hai aur kuchh nain rab ka koii chehra wehra nain hota
Irshad Siddique "Shibu"
1 likes
wafa naam pe sab dagaa kar rahe hain mohabbat se ham is li.e dar rahe hain KHushi se kahaan koi hai jee raha ab KHushi se to sab khudkushi kar rahe hain jawaan ham hon maa baap boodhe ho jaayen jawaani se ham is li.e dar rahe hain ki nadaani men ishq kar baithe थे,सो jawaani men ab shaayri kar rahe hain
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
koi mujh sa saani mil jaayega tumko maqta kah ke phir khatm ghazal kar dii usne
Irshad Siddique "Shibu"
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irshad Siddique "Shibu".
Similar Moods
More moods that pair well with Irshad Siddique "Shibu"'s sher.







