samet le gae sab rahmaten kahan mehman makan katta phirta hai mezbanon ko
Related Sher
mat poochho kitna ghamgeen hooñ ganga jee aur yamuna jee zyaada tumko yaad nahin hooñ ganga jee aur yamuna jee amroha men baan nadi ke paas jo ladka rehta tha ab vo kahaan hai main to vahii hooñ ganga jee aur yamuna jee
Jaun Elia
96 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
apne samaan ko baandhe hue is soch men hooñ jo kahii ke nahin rahte vo kahaan jaate hain
Jawwad Sheikh
85 likes
vo dulhan ban ke ruksat ho gaii hai kahaan tak car ka peecha karoge
Zubair Ali Tabish
117 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Asif Saqib.
Similar Moods
More moods that pair well with Asif Saqib's sher.







