samjhaate samjhaate bas hamne ye samjha KHud ko hi keval samjhaaya ja saktaa hai
Related Sher
qasmen vaade darwaaze to theek hain par khaamoshi ko tod nahin saka hooñ main
Tanoj Dadhich
69 likes
maine poocha tha ki izhaar nahin ho saka dil pukaara ki khabardaar nahin ho saka
Abbas Tabish
66 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
mujhe ye tak muyassar hai ki tujhko choo bhi saka hooñ kaii logon ka to sapna hai tujhko dekhte rahna
Siddharth Saaz
60 likes
ha men goonga na samjha jaa.e kamtar bolte hain ham jahaan hamko suna jaa.e wahin par bolte hain ham
Bhaskar Shukla
60 likes
More from Divya 'Kumar Sahab'
man kii man men hi bhunane men lage ho haath men jo hai nikalta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
main bharose ko bachaane par tula hooñ vo bahaanon par utarta ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
dhyaan rakhna chup na ho jaa.e kahiin vo haq jata kar jo tujhe samjha raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
tum to kahte the ki main rota nahin hooñ kab se itnaa muskuraya ja raha hai
Divya 'Kumar Sahab'
0 likes
yahii vo log jab maango madad munh fer lete hain yahii vo hain jo kahte hain madad koii nahin karta
Divya 'Kumar Sahab'
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Divya 'Kumar Sahab'.
Similar Moods
More moods that pair well with Divya 'Kumar Sahab''s sher.







