sau chand bhi chamkenge to kya baat banegi tum aae to is raat ki auqat banegi
Related Sher
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
kis li.e dekhti ho aaina tum to KHud se bhi khoobsurat ho
Jaun Elia
203 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jan Nisar Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Jan Nisar Akhtar's sher.







