sherKuch Alfaaz

shabo roz ki chaakri zindagi ki muyassar hui rotiyaan do gha dii ki nahin kaam aayen jo ik din masheenein zaroorat bane aadmi aadmi ki ki kal shaam fursat men aayi udaasi bataa dii mujhe qeematen har KHushi ki kiya kya aman jee ne baa'is baras men kabhi jee liya to kabhi khudkushi ki gamon ko thikaane lagaate lagaate gha dii aa gayi aadmi ke ghami ki ye saari tapasya ka kaaran yahii hai misaalen banen to banen saadgi ki

Similar Writers

View All ›

Our suggestions based on Aman G Mishra.

Similar Moods

View All ›

More moods that pair well with Aman G Mishra's sher.