she'r dar-asl hain vahii hasrat sunte hi dil men jo utar jaayen
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
haal meethe falon ka mat poochho raat din chaakooon men rahte hain
Fahmi Badayuni
102 likes
ye kehna tha un se mohabbat hai mujh ko ye kehne men mujh ko zamaane lage hain
Khumar Barabankvi
102 likes
More from Hasrat Mohani
dekho to chashm-e-yaar ki jadoo-nigaahiyaan behosh ik nazar men hui anjuman tamaam
Hasrat Mohani
24 likes
paigham-e-hayat-e-javedaan tha har naghma-e-krishna baansuri ka
Hasrat Mohani
35 likes
nahin aati to yaad unki maheenon tak nahin aati magar jab yaad aate hain to akshar yaad aate hain
Hasrat Mohani
33 likes
hasrat ki bhi qubool ho mathura men haaziri sunte hain aashiqon pe tumhaara karam hai aaj
Hasrat Mohani
36 likes
chupke chupke raat din aañsu bahaana yaad hai ham ko ab tak aashiqi ka vo zamaana yaad hai
Hasrat Mohani
69 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hasrat Mohani.
Similar Moods
More moods that pair well with Hasrat Mohani's sher.







