shukriya dost teri be-vafaaii ka ab nikharne lagii hai shayari meri
Related Sher
ek tasveer banaaunga teri aur fir haath lagaaunga tujhe
Nasir khan 'Nasir'
73 likes
ab dost koi laao mukaabil men hamaare dushman to koi kad ke barabar nahin niklaa
Munawwar Rana
117 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
tujhko batlaata magar sharm bahut aati hai teri tasveer se jo kaam liya jaata hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
ye maine kab kaha ki mere haq men faisla kare agar vo mujh se KHush nahin hai to mujhe juda kare main uske saath jis tarah guzaarta hooñ zindagi use to chahiye ki meraa shukriya ada kare
Tehzeeb Hafi
206 likes
More from Rohan Hamirpuriya
tujhse juda hai meraa taur-e-zindagi ummeed pe hargiz nahin zinda rakha
Rohan Hamirpuriya
1 likes
tere bin aabaad hai qaid se azaad hai
Rohan Hamirpuriya
1 likes
ye rabt kab mite hai yuñ mitaane se ye aag hai jo badhti hai bujhaane se
Rohan Hamirpuriya
0 likes
shigaaf dekh ke kamre kii deewaron ka lagta hai haal achha nahin hai deewaanon ka
Rohan Hamirpuriya
1 likes
ghaav ka dariyaa bhar gaya kab ka chaak seena nikhar gaya kab ka
Rohan Hamirpuriya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rohan Hamirpuriya.
Similar Moods
More moods that pair well with Rohan Hamirpuriya's sher.







