sirf isliye hi likhta hooñ use main roz KHat taaki us men be-jhijhak tumhaara apna likh sakoon
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
More from
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
ye chaand tumhaare muqaabil bhi to nahin main tumko dekh ke eed manaaunga
0 likes
vo dard bhala kya samjhenge jo dard hamesha dete hain
0 likes
Similar Writers
Similar Moods
More moods that pair well with 's sher.







