suno tum baat meri ghaur se kya dar ga.e ho tum sunaai kyuuñ nahin deta bhala kya mar ga.e ho tum
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Arohi Tripathi
shahzaade pata nahin tum ko tum pe kitnii kaneez marti hain
Arohi Tripathi
0 likes
kya hi bataaun main tumhein kya haal tha meraa usne labon ko choom ke haalat KHaraab kii
Arohi Tripathi
4 likes
dekh duniya sata rahi mujh...ko kuchh nahin hai bataa rahi mujh...ko
Arohi Tripathi
4 likes
daagh daaman par tumhaare jab lage ye na tum bhi dekh paa.e kab lage theek usne tab nishaana tay kiya teer seene men tumhaare jab lage
Arohi Tripathi
3 likes
maana ki aaj bhi main padhti nahin namaaz lekin KHuda qasam kaafir nahin hooñ main
Arohi Tripathi
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Arohi Tripathi.
Similar Moods
More moods that pair well with Arohi Tripathi's sher.







