suraj ko aata hai bas paikar ko hi jalana par chaand to kaiyon ke dil jala chuka hai
Related Sher
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
KHud ko manwaane ka mujh...ko bhi hunar aata hai main vo katara hooñ samandar mere ghar aata hai
Waseem Barelvi
84 likes
din dhal gaya aur raat guzarne ki aas men suraj nadi men doob gaya ham gilaas men
Rahat Indori
124 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
vo aql-mand kabhi josh men nahin aata gale to lagta hai aaghosh men nahin aata
Farhat Ehsaas
61 likes
More from
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
taaki mirii ik khwaahish to poori ho jaa.e iski KHaatir ik taare ne khud-kushi kar li
0 likes
talkh lahjaa labon se apne utaara aakhir zoom uskaa mere ehsaanon se haara aakhir
0 likes
Similar Writers
Similar Moods
More moods that pair well with 's sher.







