taba kah aur ghhazal, hai ye 'naziri' ka javab rekhta ye jo padha qabil-e-izhar na tha
Related Sher
har she'r har ghazal pe hai aisi chaap teri tasveer ban rahi hai ik apne aap teri tere li.e kisi ko itnaa deewaana dekha lagne lagii hai mujh ko chaahat bhi paap teri
Sandeep Thakur
61 likes
she'r to roz hi kahte hain ghazal ke lekin aa kabhi baith ke tujhse karen baatein teri
Nawaz Deobandi
48 likes
labon men aa ke qulfi ho ga.e ashaar sar dii men ghazal kehna bhi ab to ho gaya dushwaar sar dii men
Sarfaraz Shahid
47 likes
lo hamaara javaab le jaao ye mahakta gulaab le jaao
Aleena Itrat
60 likes
paas hamaare aakar vo sharmati hai tab jaakar ke ek ghazal ho paati hai us..ko choona chhota mota khel nahin garmi kya sar dii men loo lag jaati hai
Tanoj Dadhich
49 likes
More from Jurat Qalandar Bakhsh
lab-e-khayaal se us lab ka jo liya bosa to munh hi munh men ajab tarah ka mazaa aaya
Jurat Qalandar Bakhsh
17 likes
sabhi inaam nit paate hain ai sheerin-dahan tujh se kabhu tu ek bose se hamaara munh bhi meetha kar
Jurat Qalandar Bakhsh
20 likes
rakhe hai lazzat-e-bosa se mujh ko gar mahroom to apne tu bhi na honton talak zabaan pahuncha
Jurat Qalandar Bakhsh
20 likes
mil ga.e the ek baar us ke jo mere lab se lab umr bhar honton pe apne main zabaan fera kiya
Jurat Qalandar Bakhsh
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jurat Qalandar Bakhsh.
Similar Moods
More moods that pair well with Jurat Qalandar Bakhsh's sher.







