tauba khadi hai dar pe jo fariyad ke liye ye mai-kada bhi kya kisi qaazi ka ghar hua
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
suhaagan bhi bataa degi magar tum poochho vidhwa se ye mangalsutra zever ke alaava bhi bahut kuchh hai ye kya ik maqbare ko aakhri had maan baithe ho mohabbat sang-e-marmar ke alaava bhi bahut kuchh hai
Zubair Ali Tabish
126 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Ahmad Husain Mail
jitne achchhe hain main hooñ un men bura hain bure jitne un men achha hooñ
Ahmad Husain Mail
3 likes
mujh se bigad ga.e to raqeebon ki ban gaii ghairoon men bat raha hai mira e'tibaar aaj
Ahmad Husain Mail
13 likes
jo un ko lipta ke gaal chooma haya se aane laga paseena hui hai boson ki garm bhatti khinche na kyunkar sharaab-e-aariz
Ahmad Husain Mail
23 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Husain Mail.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Husain Mail's sher.







