tere dil ki ik ye bastii pahle us ik raja ki thii jisne tere naam par jangen bhi be-andaaza ki thii kya hua jo aapne raaton ki neenden maar daali hamne bhi raahat wa nusrat sunke yaaden taaza ki thii
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
More from "Nadeem khan' Kaavish"
maut se milnaa hai mujh...ko poochna hai ik pata vo pata jo maut bhi dene men sharma jaayegi
"Nadeem khan' Kaavish"
1 likes
yahaañ ab kaun dil ka kaayal hai bataa haan kuchh libaas hote to kuchh baat thii
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
yaar teri cheez sab ham ne hata dii is nazar se fenk aaya vo gha dii bhi jo ki laai thii shahar se
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
gale milnaa tha mujh...ko aaj tumse magar tum bhi KHuda se ja mile ho
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
yaar ab to kaafi zyaada saj gayi ho phir bhi tumko ham puraani likh rahe hain
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Nadeem khan' Kaavish".
Similar Moods
More moods that pair well with "Nadeem khan' Kaavish"'s sher.







