teri mohabbat men ham apna dil luta ke baithe hain ham tujh ko apni dhadkano men yoon basaa ke baithe hain
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
teri KHushiyon ka sabab yaar koi aur hai nadosti mujhse hai aur pyaar koi aur hai na
Ali Zaryoun
253 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
More from ABhishek Parashar
ye kahaanii bhi mukammal ho na paai dosto is kahaanii men bhi uskaa dil koii aur le gaya
ABhishek Parashar
0 likes
shayari to pasand hai lekin us..ko shayar pasand aate nahin
ABhishek Parashar
0 likes
zindagi se chali gaii lekin vo mere zehan se nahin jaati
ABhishek Parashar
0 likes
tu musalmaan aur hindu ban main to insaan banne aaya hooñ
ABhishek Parashar
0 likes
vo mujhe tang kar nahin sakte unko ye baat tang karti hai
ABhishek Parashar
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on ABhishek Parashar.
Similar Moods
More moods that pair well with ABhishek Parashar's sher.







