tesu ke phuul dashna-e-khuni hue use birhan ke ji kuun hai ye kasai basant rut
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
jo duniya ko sunaai de use kahte hain khaamoshi jo aankhoñ men dikhaai de use toofaan kahte hain
Rahat Indori
132 likes
bas ye diqqat hai bhulaane men use uske badle men kis ko yaad karen
Fahmi Badayuni
126 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
ye pyaar teri bhool hai qubool hai main sang hooñ tu phool hai qubool hai tu roothegi to main manaaunga nahin jo rule hai vo rule hai qubool hai
Varun Anand
96 likes
More from Abroo Shah Mubarak
namkeen goya kebab hain feke sharaab ke bosa hai tujh labaan ka maze-daar chatpata
Abroo Shah Mubarak
11 likes
bose men hont ulta 'aashiq ka kaat khaaya teraa dehan maze seen pur hai pe hai katoraa
Abroo Shah Mubarak
21 likes
bosaan labaan seen dene kaha kah ke phir gaya pyaala bhara sharaab ka afsos gir gaya
Abroo Shah Mubarak
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abroo Shah Mubarak.
Similar Moods
More moods that pair well with Abroo Shah Mubarak's sher.







