tira khayal bahut der tak nahin rehta koi malaal bahut der tak nahin rehta udaas karti hai akshar tumhaari yaad mujhe magar ye haal bahut der tak nahin rehta
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
More from Noon Meem Danish
din to KHair guzar jaata hai raatein paagal kar deti hain
Noon Meem Danish
23 likes
gardish-e-maah-o-saal se aage nikal gaya hooñ main jaise badal ga.e ho tum jaise badal gaya hooñ main
Noon Meem Danish
28 likes
ye bhi to jabr-e-waqt hai tu mujhe yaad bhi nahin jaise sambhal ga.e ho tum vaise sambhal gaya hooñ main
Noon Meem Danish
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Noon Meem Danish.
Similar Moods
More moods that pair well with Noon Meem Danish's sher.







