tire vaadon pe kahan tak mira dil fareb khaae koi aisa kar bahana miri aas tuut jaae
Related Sher
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
main choomta hooñ to vo haath kheench leta hai use pata hai ye seedhi kahaan pe jaani hai
Nadir Ariz
104 likes
rakh ke har cheez bhoolne waali la teraa dil sanbhaal kar rakh doon
Kumar Vishwas
99 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fana Nizami Kanpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Fana Nizami Kanpuri's sher.







