titli ko to bhaunra hi le jaayega phool bichaara roega tanhaaii men
Related Sher
log kaanton se bach ke chalte hain main ne phoolon se zakham khaaye hain
Unknown
80 likes
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
ab hawaaein hi karengi raushni ka faisla jis diye men jaan hogii vo diya rah jaayega
Mahshar Badayuni
78 likes
mujh aisa shaKHs agar qahqahon se bhar jaa.e ye saans letii udaasi to ghut ke mar jaa.e vo mere baad taras jaayega mohabbat ko use ye kehna agar ho sake to mar jaa.e
Rakib Mukhtar
78 likes
ye mohabbat hai ye mar jaane se bhi jaati nahin tu koi qaidee nahin hai jo rihaa ho jayega
Ali Zaryoun
78 likes
More from Kush Pandey ' Saarang '
zubaan men chaashni rakhne lage ham yahii dastoor hai duniya ka sahab
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
unhen dil takht pe baitha chuke hain angoothi phir bhi vo lautaa chuke hain sadak ab gaav tak to aa chuki hai magar is gaav se sab ja chuke hain
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
jo khaalis ishq karte hain jahaan men unhen aqsr hi chhodaa ja raha hai humeen patthar ko pooje ja rahen hain hamaara dil hi toda ja raha hai
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
sharaafat theek par itni na honi chahiye samay ke saath KHud ko bhi badalte jaaie yahii hushyaar hone ka tareeka hai yahaañ hamaari maaniye to khoob dhoke khaaiye
Kush Pandey ' Saarang '
0 likes
thodii khushiyaan thodii si maayusi hai shaayad meraa hona hi manhoosi hai chhup kar mujh...ko padhne waalon dhyaan rahe yuñ chhup kar padhna bhi ik jaasoosi hai
Kush Pandey ' Saarang '
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kush Pandey ' Saarang '.
Similar Moods
More moods that pair well with Kush Pandey ' Saarang ''s sher.







