tolkar dekha taraazu men sabhi kuchh daalkar jo sab muqaabil ek aañsu ke mujhe halka dikha hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Zain Aalamgir
zindagi barbaad hoti hai KHushi ko dhoondhte gar nikalte dhoondhne dukh ko mili hoti KHushi
Zain Aalamgir
0 likes
zinda raha main aaj bhi yaaron gazab ki baat hai mazloom hai bakhsha gaya kya khoobsurat raat hai
Zain Aalamgir
0 likes
yuñ zor se na de duhaai zulm sahta shakhs tu roothe KHuda na aur bhi teraa KHuda hai so raha
Zain Aalamgir
0 likes
vahii manzar ki baashinda kabhi ghar ja nahin paaya lage khaali magar ghar men bhara bhandaar khaalipan
Zain Aalamgir
0 likes
tum dar-dariche band karte ke na aa koi sake lekin banaa chaabi rakhi hai maut aane vaaste
Zain Aalamgir
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zain Aalamgir.
Similar Moods
More moods that pair well with Zain Aalamgir's sher.







