tu gale bhi to lagata hai nahin mujh...ko main ye kaise maan luun tu dost hai meraa
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
More from Daqiiq Jabaalii
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
qalb kuch isliye vaashad nahin duniya men
Daqiiq Jabaalii
0 likes
kamiyaan nikaalkar meri behtar banaa diyaus ek ladki ne mujhe shayar banaa diya
Daqiiq Jabaalii
0 likes
jo ziyaada der tak us..ko agar main dekh leta to main aisi shayari karta ki duniya dekhti phir
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







