tujh ko barbad to hona tha bahar-hal 'khumar' naaz kar naaz ki us ne tujhe barbad kiya
Related Sher
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
tum mohabbat ko khel kahte ho ham ne barbaad zindagi kar li
Bashir Badr
132 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
taarikh aa gayi hai udhar card chap ga.e ab kab kahegi tujhko vo ladka nahin pasand
Kushal Dauneria
79 likes
mujhse har shaKHs rooth jaata hai meraa hona bhi mas'ala hai ik
Vishal Singh Tabish
69 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Khumar Barabankavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Khumar Barabankavi's sher.







