tum falak ho aur tum hi sarzameen ho jaaneman main jahaan jaaun vahaañ par bas tumheen ho jaaneman main tumhaare dil se niklaa aur thokar men gaya tum mere dil men thii kal ab bhi wahin ho jaaneman
Related Sher
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Chandan Sharma
zindagi be-KHabar rahi mujh se aise ki zindagi basar maine apne andar tujhe basaaya aur dhoondha phir KHud ko dar-b-dar maine
Chandan Sharma
0 likes
watan ka dulaara gaya aasmaañ ko ki kitnon ka pyaara gaya aasmaañ ko zameen ne sitaare lutaaye falak pe zameen se sanwaara gaya aasmaañ ko
Chandan Sharma
0 likes
tere baad bhi aayein aur gaiin kitnii hi haseenaayein jaan maine lekin hijr ke gham ka vo bhaukaal banaaye rakkha tere laut aane ka is dil ko arson tak vaham raha dost so barson maine bhi apni daadhi baal banaaye rakkha
Chandan Sharma
0 likes
ye meri ghazlein aur kuchh bhi nahin hai rehersal hai kisi ko bhoolne ki
Chandan Sharma
1 likes
dil ke badle men dil hi dena mujhe jaan dene ka vaa'da mat karna
Chandan Sharma
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Chandan Sharma.
Similar Moods
More moods that pair well with Chandan Sharma's sher.







