tum ko kya khabar tum se kitna pyaar karte hain jaañ ham teri khaatir jaañ nisaar karte hain
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Danish Balliavi
Sochte ho kis tarah duniyaa kahe mazboot shaksh
Danish Balliavi
1 likes
sanam tumko bahut yuñ be-sabab ham yaad karte hain jee bhar ke vaqt apna is qadar barbaad karte hain
Danish Balliavi
4 likes
sanam ik tarafaa tum se ye muhabbat kar raha hooñ main tumhein kyuuñ lagta hai ye tum se vehshat kar raha hooñ main
Danish Balliavi
4 likes
pyaar jo ye ik tarafaa isko kyuuñ chhipaana hai mujh ko is zamaane ko be dhadak dikhaana hai
Danish Balliavi
4 likes
pyaar itnaa sa tum bhi karo jaañ kam se kam tum hi aahen bharo jaañ
Danish Balliavi
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Danish Balliavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Danish Balliavi's sher.







