tumhein dekhe zamaana ho gaya hai nazar mahke zamaana ho gaya hai bichhadke tumse aañkhen bujh gayi hain ye dil dhadhke zamaana ho gaya hai
Related Sher
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
ek nazar dekhte to jaao mujhe kab kaha hai gale lagao mujhe tumko nuskha bhi likh ke de doonga zakhm to theek se dikhaao mujhe
Zia Mazkoor
95 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Subhan Asad
jab bulan dii ka gumaan tha to nahin yaad aayi apni parvaaz se toote to zameen yaad aayi vahii aañkhen ki jo eemaan-shikan aañkhen hain unhin aankhoñ ki ha men daawat-e-deen yaad aayi
Subhan Asad
22 likes
tune socha bhi hai jaanaan ki tere vaade ne kitnii sadiyon se nahin pahna amal ka paikar
Subhan Asad
18 likes
asad ye shart nahin hai koi muhabbat men ki jisse pyaar karo uski aarzoo bhi karo
Subhan Asad
30 likes
main jaanta hooñ teri rooh ki talab jaanaan tujhe badan ki taraf se nahin chooonga main
Subhan Asad
31 likes
usne ye kahke mujhe chhod diya haashiya chhod diya jaata hai
Subhan Asad
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Subhan Asad.
Similar Moods
More moods that pair well with Subhan Asad's sher.







