tumko kya lena hai aur tum kaun ho rooun ya chillaaoon main jo bhi karoon
Related Sher
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
tanhaaii men akshar had se gujarati hai jeene nahin deti yaadon ki purwaai
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
tum mile to yuñ laga marham mila varna badhta ja raha tha dard e dil
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tu aasmaañ ka haseen chaand aur main deewaana mujhe to sirf teraa intzaar karna hai
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
ye kah kar rooh ne chhodaa badan ik kisi ka bojh koi kyuuñ uthaaye
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
ye kabhi bhi daga nahin karti chal kitaabon se ishq karte hain
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







