uljh ke rehta hogaa bas hisaabon men vo jo hai na KHuda sota nahin hogaa
Related Sher
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
teri soorat se hai aalam men bahaaron ko sabaat teri aankhoñ ke siva duniya men rakha kya hai
Faiz Ahmad Faiz
401 likes
isliye ye mahina hi shaamil nahin umr ki jantri men hamaari usne ik din kaha tha ki shaa dii hai is farvari men hamaari
Tehzeeb Hafi
184 likes
uski tasveerein hain dilkash to hongi jaisi deewarein hain waisa saaya hai ek main hooñ jo tere qatl kii koshish men tha ek tu hai jo jail men khaana laaya hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
More from Chandan Sharma
watan ka dulaara gaya aasmaañ ko ki kitnon ka pyaara gaya aasmaañ ko zameen ne sitaare lutaaye falak pe zameen se sanwaara gaya aasmaañ ko
Chandan Sharma
0 likes
kabhi dekha nahin jisne badan ke aage kuchh bhi bhala vo kyuuñ muhabbat jaavedaana dhoondhta hai
Chandan Sharma
0 likes
ye mirii zindagi ye kuchh bhi nahin bojh hai mujh ko dho raha hooñ main
Chandan Sharma
0 likes
kisi aur ke nigaahon ki banii hai noor jo tu mirii nazaron men tujh ko ye zamaana dhoondhta hai
Chandan Sharma
0 likes
doobo do naav ya phir paar karo bholenaath jaise bhi ho sake uddhaar karo bholenaath
Chandan Sharma
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Chandan Sharma.
Similar Moods
More moods that pair well with Chandan Sharma's sher.







