umr ka ek aur saal gaya vaqt phir ham pe KHaak daal gaya
Related Sher
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
More from Shakeel Jamali
mas'ala khatm hua chahta hai dil bas ab zakham naya chahta hai
Shakeel Jamali
23 likes
abhii raushan hua jaata hai rastaa vo dekho ek aurat aa rahi hai
Shakeel Jamali
21 likes
ho gaii hai mirii ujadi hui duniya aabaad main use Dhoondh raha hooñ ye bataane ke li.e
Shakeel Jamali
27 likes
vo apne KHoon se likhne lagii hai naam meraa ab is mazaak ko sanjeedgi se lena hai
Shakeel Jamali
24 likes
main ne haathon se bujhaai hai dahakti hui aag apne bacche ke khilaune ko bachaane ke li.e
Shakeel Jamali
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shakeel Jamali.
Similar Moods
More moods that pair well with Shakeel Jamali's sher.







