un ras bharii aankhoñ men haya khel rahi hai do zahar ke pyaalon men qaza khel rahi hai
Related Sher
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
ek aawaaz ki jo mujh...ko bacha letii hai zindagi aakhri lamhon men manaa letii hai jis pe marti ho use mud ke nahin dekhti vo aur jise maarna ho yaar banaa letii hai
Ali Zaryoun
133 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
More from Akhtar Shirani
kuchh is tarah se yaad aate rahe ho ki ab bhool jaane ko jee chahta hai
Akhtar Shirani
16 likes
inheen gham ki ghataon se khushi ka chaand niklega andheri raat ke parde men din ki raushni bhi hai
Akhtar Shirani
21 likes
mubarak mubarak naya saal aaya khushi ka samaan saari duniya pe chaaya
Akhtar Shirani
22 likes
mujhe hai aitibaar-e-waada lekin tumhein KHud e'tibaar aa.e na aa.e
Akhtar Shirani
21 likes
palat si gaii hai zamaane ki kaaya naya saal aaya naya saal aaya
Akhtar Shirani
25 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akhtar Shirani.
Similar Moods
More moods that pair well with Akhtar Shirani's sher.







