unhen sadiyon na bhulega zamana yahan jo hadse kal ho gae hain
Related Sher
ye hunar jo aa jaaye aapka zamaana hai paanv kiske choone hain sar kahaan jhukaana hai
Astitwa Ankur
49 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
nigaah-e-shokh ka qai dii nahin hai kaun yahaañ kise tamannaa nahin phool choomne ko mile
Aks samastipuri
51 likes
mujhe andhere se baat karne hai so kara do diya bujha do kuchh ek lamhon ko raushni ka gala daba do diya bujha do riwaaz-e-mehfil nibha raha hooñ bataa raha hooñ main ja raha hooñ mujhe vida do jo rona chahe unhen bula do diya bujha do
Vikram Gaur Vairagi
52 likes
waqif kahaan zamaana hamaari udaan se vo aur the jo haar ga.e aasmaan se
Faheem Jogapuri
85 likes
More from Nasir Kazmi
bas yuñ hi dil ko tavakko sii hai tujh se warna jaanta hooñ ki muqaddar hai mera tanhaaii
Nasir Kazmi
7 likes
hamaare ghar ki deewaron pe naasir udaasi baal khole so rahi hai
Nasir Kazmi
30 likes
Din bhar to main duniya ke dhandon me khoya raha
Nasir Kazmi
0 likes
zaraa si baat sahi teraa yaad aa jaana zaraa si baat bahut der tak rulaati thii
Nasir Kazmi
29 likes
jinhen ham dekh kar jeete the naasir vo log aankhoñ se ojhal ho ga.e hain
Nasir Kazmi
29 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nasir Kazmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nasir Kazmi's sher.







