usne hamse baatein karna chhod diya maa ki jisse baat karaane waale the
Related Sher
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
ja tujhe jaane diya jaanaan meri jaanaan jaan ab tu ho gaii anjaan ho jaise
nakul kumar
88 likes
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
tum meri taraf dekhna chhodo to bataaun har shaKHs tumhaari hi taraf dekh raha hai
Waseem Barelvi
91 likes
More from Tanoj Dadhich
bahut hairaan hain ham bhi tumhaare bin banaa diya kisi kii muskuraahat ne hamaara din banaa diya
Tanoj Dadhich
5 likes
zindagi par likh diya tha naam maine raam ka aur phir dukh ke samundar paar saare ho ga.e
Tanoj Dadhich
9 likes
lock ka pattern mere phone men harf hai pehla tumhaare naam ka
Tanoj Dadhich
17 likes
ik dafa choo li thii teri ungliyaan le kar aaya hooñ angoo thii naap ki
Tanoj Dadhich
12 likes
jis raat KHud-kushi ke mujhe aa.e the khayalus raat maine she'r kahe aur so gaya
Tanoj Dadhich
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Tanoj Dadhich.
Similar Moods
More moods that pair well with Tanoj Dadhich's sher.







