use bechain kar jaaunga main bhi KHamoshii se guzar jaaunga main bhi
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
More from Ameer Qazalbash
mere pados men aise bhi log baste hain jo mujh men dhundh rahe hain buraiyaan apni
Ameer Qazalbash
12 likes
tum raah men chup-chaap khade ho to ga.e ho kis kis ko bataoge ki ghar kyun nahin jaate
Ameer Qazalbash
19 likes
ik parinda abhii udaan men hai teer har shaKHs ki kamaan men hai
Ameer Qazalbash
22 likes
usii ka shahar vahii muddai vahii munsif ha men yaqeen tha hamaara qusoor niklega
Ameer Qazalbash
41 likes
mehsoos kar raha tha use apne aas paas apna khayal KHud hi badalna pada mujhe
Ameer Qazalbash
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ameer Qazalbash.
Similar Moods
More moods that pair well with Ameer Qazalbash's sher.







