usii ki tarah mujhe saara zamaana chahe vo mira hone se zyaada mujhe paana chahe
Related Sher
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
tu jo har roz naye husn pe mar jaata hai tu bataaega mujhe ishq hai kya jaane de
Ali Zaryoun
119 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
zindagi kis tarah basar hogii dil nahin lag raha mohabbat men
Jaun Elia
161 likes
kya bola mujhe KHud ko tumhaara nahin kehna ye baat kabhi mujhse dobara nahin kehna ye hukm bhi us jaan se pyaare ne diya hai kuchh bhi ho mujhe jaan se pyaara nahin kehna
Ali Zaryoun
116 likes
More from Kumar Vishwas
jism chadar sa bich gaya hogaa rooh silvat hata rahi hogii
Kumar Vishwas
39 likes
chaaron taraf bikhar gaiin saanson ki khushbuen raah-e-wafa men aap jahaan bhi jidhar ga.e
Kumar Vishwas
41 likes
raat ke jism men jab pehla piyaala utara door dariyaa men mere chaand ka haala utara
Kumar Vishwas
48 likes
dil ke tamaam zakham tiri haan se bhar ga.e jitne kathin the raaste vo sab guzar ga.e
Kumar Vishwas
48 likes
koi deewaana kahtaa hai koi paagal samajhta hai magar dharti ki bechaini ko bas baadal samajhta hai
Kumar Vishwas
66 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kumar Vishwas.
Similar Moods
More moods that pair well with Kumar Vishwas's sher.







