vusat-e-sahra bhi munh apna chhupa kar nikli saari duniya mire kamre ke barabar nikli
Related Sher
ye muhabbat kii kitaaben kaun yuñ kab tak padhe kaun maare roz hi ik baat pe apna hi man
nakul kumar
87 likes
raqeebon ne kaha mujhse dikhaao room tum apna kitaaben gam udaasi aur ik photo mili unko
Rohit Gustakh
65 likes
ham ne qubool kar liya apna har ek jurm ab aap bhi to apni ana chhod deejie
Harsh saxena
60 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Munawwar Rana
KHaamushi kab cheekh ban jaa.e kise maaloom hai zulm kar lo jab talak ye bezbaani aur hai
Munawwar Rana
0 likes
saza kitnii badi hai gaav se baahar nikalne ki main miTTi goondhta tha ab double-roti banata hooñ
Munawwar Rana
19 likes
ye sach hai nafraton ki aag ne sab kuchh jala daala magar ummeed ki thandi hawaaein roz aati hain
Munawwar Rana
23 likes
maidaan chhod dene se main bach to jaaunga lekin jo ye khabar meri maa tak pahunch gayi
Munawwar Rana
28 likes
kabhi chaahat pe shak karte hue ye bhi nahin socha tumhaare saath kyuuñ rahte agar achha nahin lagta
Munawwar Rana
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







