vo she'r jis..ko sun ke log gham-zada hue vo she'r to likha tha koii chau thii class men
Related Sher
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
kya khabar kaun tha vo aur meraa kya lagta tha jisse milkar mujhe har shaKHs bura lagta tha
Tehzeeb Hafi
444 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
More from Amaan Pathan
kuchh kitaaben hain bas taq par aur har taraf bikhre yaadon ke saa.e
Amaan Pathan
0 likes
in khushk dhadkano kii shifaa karte karte ham dariyaa kinaare dil ye kaii baar rakh chuke
Amaan Pathan
0 likes
ab aasteen ke saanpon se door rahna hai use kaho na kare phone baar baar mujhe
Amaan Pathan
6 likes
ab nahin chahiye shifaa mujh...ko dard ab ho mujhe to paiham ho
Amaan Pathan
8 likes
ab KHuda nematein ha men bakshe chaand jaisi hamaari begam ho
Amaan Pathan
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Amaan Pathan.
Similar Moods
More moods that pair well with Amaan Pathan's sher.







