vo shaakon pe gulaab ik aur aaya lo maah-e-farvari ka daur aaya
Related Sher
bas ek mod mirii zindagi men aaya tha phir is ke baad uljhti gaii kahaanii mirii
Abbas Tabish
69 likes
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
kaam aaya tiranga kafan ke li.e koii qurbaan hua tha watan ke li.e socho kya kar liya tumne jee kar ke dost nas bhi kaatee to bas ik badan ke li.e
Neeraj Neer
70 likes
bharii bahaar men ik shaakh par khila hai gulaab ki jaise tu ne hatheli pe gaal rakha hai
Ahmad Faraz
79 likes
hijr men KHud ko tasalli dii kaha kuchh bhi nahin dil magar hansne laga aaya badaa kuchh bhi nahin
Afkar Alvi
51 likes
More from Ajeetendra Aazi Tamaam
tamaam umr ha men saath saath chalna hai bas itnaa kah ke safar kar liya juda usne
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
tumhaare shahr men aakar thikaana dhundhte hain ham apne shahr men hote to ghar gaye hote
Ajeetendra Aazi Tamaam
0 likes
ye maasoom chehra ye qaatil nigaahen bahut khoobsurat hain saari adaayein
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
tang aa chuke hain apni hi jab zindagi se ham shikwa karen e jaan-e-jaan fir kya kisi se ham
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
surkh haal-e-zaboon hai yaaro ashk dar ashk KHoon hai yaaro
Ajeetendra Aazi Tamaam
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ajeetendra Aazi Tamaam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ajeetendra Aazi Tamaam's sher.







