yahiin doob jaane ko jee chahta hai yuñ aañsu bahaane ko jee chahta hai nahin hai jahaan men hamaara koi ab ha men muskuraane ko jee chahta hai
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ilaaj apna karate phir rahe ho jaane kis kis se mohabbat kar ke dekho na mohabbat kyun nahin karte
Farhat Ehsaas
124 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
chaai peete hain kahii baith ke dono bhaai ja chuki hai na to bas chhod chal aa jaane de
Ali Zaryoun
120 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
More from Parvez Shaikh
zulm karte hain ham pe log abhii itnaa kyuuñ jalte ham se log abhii hamne to haq kisi ka khaaya nahin tanj kaise bhi dete log abhii
Parvez Shaikh
0 likes
zulm aisa na mere saath karen zism men rooh bhi na baaki rahe
Parvez Shaikh
0 likes
takabbur tu daulat pe itnaa bhi mat kar chipak sakti hai tujh se gurbat kabhi bhi
Parvez Shaikh
0 likes
kuchh nahin ho sakaa vaise ab kya karoon jeet ke haara main kaise ab kya karoon hona jo tha wahin ho gaya mere saath gir ke yuñ to utha jaise ab kya karoon
Parvez Shaikh
0 likes
zindagi chal mira qusoor bataa hijr kyuuñ kaatna pada mujh ko
Parvez Shaikh
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Parvez Shaikh.
Similar Moods
More moods that pair well with Parvez Shaikh's sher.







