ye aarzu thi tujhe gul ke ru-ba-ru karte ham aur bulbul-e-betab guftugu karte यह आतिश के मशहूर अशआर में से एक है। आरज़ू के मानी तमन्ना है , रूबरू के मानी आमने सामने, बेताब के मानी बेक़रार है। बुलबुल-ए-बेताब यानी वो बुलबुल जो बेक़रार हो जिसे चैन न हो। इस शे’र का शाब्दिक अर्थ तो ये है कि हमें ये तमन्ना थी कि ऐ महबूब हम तुझे गुल के सामने बिठाते और फिर बुलबुल जो बेचैन है उससे बातचीत करते। लेकिन इसमें अस्ल में शायर ये कहता है कि हमने एक तमन्ना की थी कि हम अपने महबूब को फूल के सामने बिठाते और फिर बुलबुल जो गुल के इश्क़ में बेताब है उससे गुफ़्तगू करते। मतलब ये कि हमारी इच्छा थी कि हम अपने गुल जैसे चेहरे वाले महबूब को गुल के सामने बिठाते और फिर उस बुलबुल से जो गुल के हुस्न की वज्ह से उसका दीवाना बन गया है उससे गुफ़्तगू करते यानी बहस करते और पूछते कि ऐ बुलबुल अब बता कौन ख़ूबसूरत है, तुम्हारा गुल या मेरा महबूब। ज़ाहिर है इस बात पर बहस होती और आख़िर बुलबुल जो गुल के हुस्न में दीवाना हो गया है अगर मेरे महबूब के हुस्न को देखेगा तो गुल की तारीफ़ में चहचहाना भूल जाएगा। shafaq sopori
Related Sher
isi li.e to main roya nahin bichhadte samay tujhe ravana kiya hai juda nahin kiya hai
Ali Zaryoun
183 likes
ilaaj apna karate phir rahe ho jaane kis kis se mohabbat kar ke dekho na mohabbat kyun nahin karte
Farhat Ehsaas
124 likes
aur phir ek din baithe baithe mujhe apni duniya burii lag gayi jis..ko aabaad karte hue mere maan-baap ki zindagi lag gayi
Tehzeeb Hafi
207 likes
ham aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaam vo qatl bhi karte hain to charcha nahin hota
Akbar Allahabadi
66 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
More from Haidar Ali Aatish
na pooch haal mira chob-e-khushk-e-sehra hooñ laga ke aag mujhe kaarwaan ravana hua
Haidar Ali Aatish
5 likes
uth gaii hain saamne se kaisi kaisi sooraten roiyie kis ke li.e kis kis ka maatam keejie
Haidar Ali Aatish
8 likes
be-ginati bose lenge rukh-e-dil-pasand ke aashiq tire parhe nahin ilm-e-hisaab ko
Haidar Ali Aatish
15 likes
kuchh nazar aata nahin us ke tasavvur ke siva hasrat-e-deedaar ne aankhoñ ko andha kar diya
Haidar Ali Aatish
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Haidar Ali Aatish.
Similar Moods
More moods that pair well with Haidar Ali Aatish's sher.







