ye bahut gham ki baat ho shaayad ab to gham bhi ganwa chuka hooñ main
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Jaun Elia
khoob hai ishq ka ye pehlu bhi main bhi barbad ho gaya tu bhi
Jaun Elia
0 likes
Jo ranaai nigahon ke liye saaman e jalva hai
Jaun Elia
13 likes
jaate jaate aap itnaa kaam to kijeye mira yaad ka saara sar-o-saamaan jalate jaaie
Jaun Elia
43 likes
ab to har baat yaad rahtii hai ghaliban main kisi ko bhool gaya
Jaun Elia
43 likes
meri har baat be-asar hi rahi naqs hai kuchh mire bayaan men kya
Jaun Elia
53 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaun Elia.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaun Elia's sher.







