yah duniya jab faani hai to phir tum masjid ki taraf hi daudo na
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
More from Meem Alif Shaz
zindagi tujh ko na jee paa.e ham waqt ne dard diya jab itnaa
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi tujh ko dil se na chaaha magar bandagi ke li.e chaahna hi pada
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi men kabhi khanjar aa.e maut jaise kaii manzar aa.e
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi ko hoton se choone ka man hai dard bhi gham bhi agar mujh ko de mohlat
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi men roz imtihaan hai na jaane kyun kuchh karo ya mat karo thakaan hai na jaane kyun pahle logon kii tarah ha men na mil sakaa sukoon chalte firte zehan men dukaan hai na jaane kyun
Meem Alif Shaz
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meem Alif Shaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Meem Alif Shaz's sher.







