ye jo tum muhabbat muhabbat ki.e ja rahe ho to phir tum bataa do ye mujh...ko ki kya hai muhabbat
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
More from Anchal Maurya
apne hujre men pada rehta hai chupchaap anchal log awaaz pe awaaz diya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
andha banaa ke haath men kashkol rakh diya dhokha mila hai mulk ko andhe safeer se vo jism dhoondhta hai mire KHvaab bech kar takra raha hai khwahishon ka dukh zameer se
Anchal Maurya
0 likes
tamannaa us kali kii hai faqat mujh...ko jise sab titliyan khaalis bataati hain
Anchal Maurya
2 likes
un se kah do ke vo ab baam pe aaya na karen kitne logon ko vo barbaad kiya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
kaash ye zindagi phir wahin le chale ajnabi ham jahaan par rahe the kabhi
Anchal Maurya
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anchal Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Anchal Maurya's sher.







