yuun lage dost tira mujh se khafa ho jaana jis tarah phuul se khushbu ka juda ho jaana
Related Sher
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
ab main saare jahaan men hooñ badnaam ab bhi tum mujh...ko jaanti ho kya
Jaun Elia
197 likes
More from Qateel Shifai
vo meherbaan hai to iqaar kyun nahin karta vo bad-gumaan hai to sau baar aazmaaye mujhe
Qateel Shifai
16 likes
tez dhoop men aayi aisi lehar sar dii ki mom ka har ik putla bach gaya pighalne se
Qateel Shifai
28 likes
apne honton par sajaana chahta hooñ aa tujhe main gungunaana chahta hooñ
Qateel Shifai
25 likes
sun liya kaise KHuda jaane zamaane bhar ne vo fasana jo kabhi hamne sunaaya bhi nahin
Qateel Shifai
21 likes
sitam to ye hai ki vo bhi na ban sakaa apna qubool ham ne ki.e jis ke gham khushi kii tarah kabhi na socha tha ham ne qatil us ke li.e karega ham pe sitam vo bhi har kisi kii tarah
Qateel Shifai
20 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Qateel Shifai.
Similar Moods
More moods that pair well with Qateel Shifai's sher.







