ज़रूरी नहीं है कि दिल ही मिलें बस हमें याद हैं उनसे नज़रें मिली थी
Related Sher
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
More from "Nadeem khan' Kaavish"
yahaañ ab kaun dil ka kaayal hai bataa haan kuchh libaas hote to kuchh baat thii
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
hai jannat men saari hi nemat KHuda ki mujhe bhi batao ye jannat kahaan hai
"Nadeem khan' Kaavish"
1 likes
nazar men husn laakhon the ha men par vo hi pyaara tha
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
naya koi 'aashiq banaya gaya ye pyaara sa rishta jalaya gaya
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
nadeem pahle ishq ne haan yuñ sabq diya ki ham hamaare dil ki harkaton se hoshiyaar rahte hain
"Nadeem khan' Kaavish"
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on "Nadeem khan' Kaavish".
Similar Moods
More moods that pair well with "Nadeem khan' Kaavish"'s sher.







