zarur aman ka paighham le gaya tha kahin parinda lauta liye par lahu men duube hue
Related Sher
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
bheegin palken dekh kar tu kyun ruka hai KHush hooñ main vo to meri aankh men kuchh aa gaya hai KHush hooñ main vo kisi ke saath KHush tha kitne dukkh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
105 likes
rootha tha main bahut dinon se maan gaya lekin kaan pakad kar jab vo boli soree-voree sab
Sandeep Thakur
100 likes
aaj dekha hai tujh ko der ke ba'd aaj ka din guzar na jaa.e kahii
Nasir Kazmi
102 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abdur Rauf Anjum.
Similar Moods
More moods that pair well with Abdur Rauf Anjum's sher.







