zindagi hai aap aur aapka hi hai khayal lazzat-e-hayaat kitne chatpate hai duniya men
Related Sher
teraa banta tha ki tu dushman ho apne haathon se khilaaya tha tujhe teri gaali se mujhe yaad aaya kitne taano se bachaaya tha tujhe
Ali Zaryoun
114 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
dekha hai zindagi ko kuchh itne qareeb se chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se
Sahir Ludhianvi
69 likes
tum ne bhi un se hi milnaa hota hai jin logon se meraa jhagda hota hai tum meri duniya men bilkul aise ho taash men jaise hukum ka ikka hota hai
Zia Mazkoor
68 likes
More from Abuzar kamaal
saath chalna peeche se keechad udhaana ye hunar seekha hai kya chappal se jaanaan
Abuzar kamaal
1 likes
duniya ki aish gaah se anjaan kar gaya hindu namaazi mujh...ko musalmaan kar gaya
Abuzar kamaal
1 likes
jisse ye tu ne lagaaee faansi vo rassi kisi ke jhoole ki thii
Abuzar kamaal
1 likes
mohabbat nasha hai nasha hai mohabbat jise pahle hosh aaya vo be-wafa hai
Abuzar kamaal
3 likes
kis ko hai parwaah yahaañ pe gaay ki bas padi hai doodh ki aur chaai ki ab kahaanii chalti hain chaaron taraf aur kahii haaye kahii pe bay ki
Abuzar kamaal
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abuzar kamaal.
Similar Moods
More moods that pair well with Abuzar kamaal's sher.







