zindagi se ham khafa ho ke kahaan jaayenge shaaz ham jahaan jaayenge ye dushvaariyaañ hogii vahaañ
Related Sher
aapne mujh...ko daboya hai kisi aur jagah itni gehraai kahaan hoti hai dariyaa men
Tehzeeb Hafi
107 likes
jahaan se jee na lage tum wahin bichhad jaana magar KHuda ke li.e be-vafaaii na karna
Munawwar Rana
85 likes
aaj pahli dafa laga mujh...ko vo zara bewafa laga mujh...ko bas bina baat hi bigadta tha bewajah hi khafa laga mujh...ko
Sandeep Thakur
81 likes
waqif kahaan zamaana hamaari udaan se vo aur the jo haar ga.e aasmaan se
Faheem Jogapuri
85 likes
gham aur khushi men farq na mehsoos ho jahaan main dil ko us maqaam pe laata chala gaya
Sahir Ludhianvi
76 likes
More from Meem Alif Shaz
zinda ho ke rahna hai mujh ko hamesha tu mire dil ko hazaaron zakhm de de
Meem Alif Shaz
0 likes
zamaane ki KHabar bhi rakhne waale kahaan hai tu tira ghar jal raha hai
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi ruk hi na jaa.e isliye bhi log paise kharch karte hi nahin hain
Meem Alif Shaz
0 likes
zamaane baad phir aankhen hui hain nam tira vaa'da mila hai mujh ko kaagaz men
Meem Alif Shaz
0 likes
zindagi tujh ko na jee paa.e ham waqt ne dard diya jab itnaa
Meem Alif Shaz
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Meem Alif Shaz.
Similar Moods
More moods that pair well with Meem Alif Shaz's sher.







